Ab kayamat se kiya dare
Kayamat toh ab roj aati hai
Main bhagata hu is zindgi se door
Or roj mere piche aati hai
Julafo ke ashiyana mein hum, kabhi faas hi nahi paye, kiya kyamat ho humar, agar koi a kar humse hi ulazh jaye
Teri ankhon mein doab jao
Lekin gum hone se darta hu
Na ho tere ishq ki mahak mere pass
Is wahm se bhi darta hu
Subha ki narm dhop ke sath tum mil jao
Toh asha ho
Warna ek lamha bhi ho tum se dujta toh
Is baat se bhi darta hu
Bhut shok tha uhne humara ashiaya dekh ne ka, jab dekha chota sa ghar humara toh ohno ne apna rasta badal liya.
Meri fidarat na tha har baat par khamosh rehana, shayad essliye har baat ka tamasha bana diya mere apno ne
Uhno ne kaha, hum umar mein bade hai tumse, humne kaha ap jiyda pyar kar lena humse
Keerdar badal lo, yah dildar badal lo ek hi rah chalo, chahe jahan badal lo
Tamasha lag kar baith gye hai teri gallion mein hum, par tune kal na dekta tune ajj na dekha hoga
Dekhta us ko jab khud ke pass se guzarte , khus-sehmi ho jati hai mujhe,
0 comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.